Saturday, May 4, 2013

Mar Maar Kar Hoon Main Jiya Aurangzeb Title Song Full Lyrics( Aurangzeb)


Haathon mein mere jo rang hai
Ye rang hai lahu ka, jo dhulta nahi
Aankhon mein bhi nami ab kuch kam hai
Na hai khushi aur na hi gham hai

Ladte bikharte hoon pahauncha yahan, Aurangzeb
Har dushman ko dhoondha khud ko khoya, Aurangzeb
Aurangzeb, Mar maar ke hoon main jiya, Aurangzeb
Karna tha jo maine bas woh kiya..

Aurangzeb, Mar maar ke hoon main jiya, Aurangzeb
Karna tha jo maine bas woh kiya..

Hoon aaj main baadshah hoon
Lakhon dil hain darte, par ek bhi na pyaar kare
Haan main khuda main, har dua ke saath aaye
Main woh saza hoon..

Ladte bikharte hoon pahauncha yahan, Aurangzeb
Har dushman ko dhoondha khud ko khoya, Aurangzeb
Aurangzeb, mar maar ke hoon main jiya, Aurangzeb
Karna tha jo maine bas woh kiya..

Aurangzeb, mar maar ke hoon main jiya, Aurangzeb
Karna tha jo maine bas woh kiya

Aurangzeb, mar maar ke hoon main jiya, Aurangzeb
Karna tha jo maine bas woh kiya





Movie: Aurangzeb
Singers (Original Version): Marianne D'Cruz Aiman, Chorus
Singer (Rock Version): Vipin Mishra
Music: Amartya Rahul


No comments:

Post a Comment