Thursday, February 28, 2013

Tu Hi Tu Lyrics (nautanki saala)

Aasmaan tu mera yaa hai mera Khuda
Dekhta hoon jahaan Tu hi tu, tu hi tu...

Teri duniya se to kya
Deen se bhi gaya
Ek kalma mera
Tu hi tu, tu hi tu...

Kaanch ki titliyaan
Thi yeh nazdeekiyaan
Rooth ke reh gaye
Dhoop mein pattiyaan
Moum ki battiyaan
Bann ke jalta raha
Jal ke bujh gaya

Aasmaan tu mera
Ya hai mera Khuda
Dekhta hoon jahaan
Tu hi tu, tu hi tu..

Teri duniya se to kya
Deen se bhi gaya
Ek kalma mera tu hi tu, tu hi tu..

Na zameen ka huaa
Na falak ka raha
Ek saaya sa tera

Haara haara hua
Khaara khaara hua
Ek dariya sa tera
Nainon mein ruka

Aasmaan tu mera
Ya hai mera khuda
Dekhta hoon jahaan tu hi tu, tu hi tu..

Teri duniya se to kya
Deen se bhi gaya
Ek kalma mera
Tu hi tu, tu hi tu

Ho... Ho...
Tu hi tu, tu hi tu...

Aasmaan tu mera
Ya hai mera khuda
Dekhta hoon jahaan
Tu hi tu, tu hi tu...



Artist: Ayushmann Khurrana Album: Nautanki Saala (2013) Song Writer: Kausar Munir Composer: Mikey McCleary


Dhak Dhak Lyrics(NAutanki Saala)


Ouch!

Ho dhak dhak karne lagga, ho mora jiyara darrne lagga
Ho dhak dhak karne lagga, ho mora jiyara darrne lagga
Saiyyan baiyyan chhodna, kacchi kaliyaan tod naa
Tu hai meri dilruba, kya lagti hai wah re wah

Ho dhak dhak karne lagga... (dhak dhak karne laga)
Ho mora jiyara darrne lagaa...

Apna kaha jo piya tune mujhe, maim meethe meethe sapne sajaane lagi
Dekha mere Raja jab maine tujhe, meri soyi soyi dhadkan gaane lagi
Jaadu tera chhane laga, meri nas nas me samaane lagi
Khud ko main bhulane lagi, tujhe saanso mein basaane lagi
Rishta ab yeh rishta, saathi tootega naa tode kabhi
Dil se dil mill gaya tujhse aati mujhe hayaa
Ho dhak dhak karne lagga... (dhak dhak karne laga)
Ho mora jiyara darrne lagaa...

Dhak dhak..

Uljhi hai kalee kalee lat meri, zara in zulfon ko suljha toh de
Itni bhi kya hai jaldi tujhe, ghadi apne milan ki tu aane toh de
Aise naa bahane bana mere raja ab toh baahon me aa
Aise naa nigaahein mila koi dekhega toh sochega kya
Masti chhayi hai masti, aake lag jaa gale se abhi

Ho dhak dhak karne lagga, ho mora jiyara darrne lagga
Ho dhak dhak karne lagga, ho mora jiyara darrne lagga
Saiyyan baiyyan chhodna, kacchi kaliyaan tod naa
Tu hai meri dilruba, kya lagti hai wah re wah...

Dhak dhak karne lagga... Ho mora jiyara darrne lagaa...
Ho dil se dil mill gaya, mujhse kaisi ye hayaa

Dhak dhak karne lagga, ho mora jiyara darrne lagga...





Artist: Bruno Carvalo, Santosh Swant and Backing Vocals by Geet Sagar Album: Nautanki Saala (2013) Song Writer: Sameer Anjaan Composer: Anand Milind


So Gaya Yeh Jahan Lyrics(Nautanki saala)


So gaya ye jahaan, so gaya aasmaan
So gaya ye jahaan, so gaya aasmaan
So gayin hai saari manzilen o saari manzilen
So gaya hai rasta
So gaya ye jahaan, so gaya aasmaan (x2)

Raat aayi to woh jinke ghar thhe
Woh ghar ko gaye, so gaye
Raat aayi to hum jaise aawara
Phir nikle raahon mein aur kho gaye (x2)

Iss gali uss gali, is nagar us nagar
Jaayen bhi to kahaan, jaana chahen agar
O so gayin hai saari manzilen o sari manzilen
So gaya hai rastaa

So gaya ye jahaan, so gaya aasmaan
So gaya ye jahaan, so gaya aasmaan

So gaya ye jahaan, so gaya aasmaan
So gaya ye jahaan, so gaya aasmaan
so gayin hai saari manzilen o sari manzilen
So gaya hai rastaa
So gaya ye jahaan, so gaya aasmaan
So gaya ye jahaan, so gaya aasmaan




Artist: Nitin Mukesh
Album: Nautanki Saala (2013) 
Song Writer: Javed Akhtar 
Composer: Laxmikant-Pyarelal


Mera Mann Lyrics(Nautanki Saala)


Tujhse hi to mili hai rahat
Tu hi to meri hai chahat
Tujhse hi to judi zindagi
Teri yaadein hai kuch adhoori
Sans adhi hai kuch hai poori
Akhon mein hai kaisi ye nami
Mera mann.. Kehne laga
Pass ake na tu door jaa
Choone de.. Hoonth tere
Zara saason mein apni basa

Hmm...
Mar mein jaun.. Mein reh na paun
Gham judaai ka seh na paun
Hai tujhe pyaar ka vasta
Teri yaadein hai kuch adhoori
Sans adhi hai kuch hai puri
Akhon mein hai kaisi ye nami
Raat ke chand tale avosh mein meri tu aa
Bahon mein lelo mujhe
Zara sapnon mein apne basa

Mera mann.. Kehne laga
Pass ake na tu door jaa
Choone de.. Hoonth tere
Ae sason mein apni basa




Artist: Falak Shabir Album: Nautanki Saala (2013) Song Writer: Falak Shabir Composer: Falak Shabir Year: 2013


Andha ghoda race mein dauda lyrics


Haathi jaisa dubla-patla re pappu
Pappu bechara Majnu bana
Phata purana aashiq raddi
Laila ke dekho peeche pada (x2)

Duniya ne dekha toh ye kaha
Duniya ne dekha toh ye kaha
Duniya ne dekha toh ye kaha...
Andha Ghoda.. Race Mein Dauda
Andha Ghoda.. Race Mein Dauda
Andha andha ghoda race mein dauda
Tabdig tabdig dauda race mein dauda dauda
Andha andha ghoda race mein dauda
Dauda dauda doda race mein dauda dauda
Andha Ghoda..

Hero jaisi chaal nahi
Huh! bandar jaisi laal nahi
Sur bigde hain, taal nahi
Dauda dauda dauda dauda! (x2)

Peetal pe sona ka paani
Nahi pategi billo rani
Ghatiya si hai prem kahaani
Dauda dauda dauda dauda..
Door se laga ki dhol baj raha
Paas aake dekha toh kaan phat raha

Duniya ne dekha to yeh kaha
Duniya ne dekha to yeh kaha
Duniya ne dekha toh yeh kaha
Tabdig tabdig tabdig...

Andha ghoda... race mein dauda

Ali Zafar:
Pyar mein dil ban baitha baccha
Pyaar kiya hai issne saccha
Jo bhi hoga hoga accha
Hoga hoga hoga accha
Seedhi sachi feeling hai yeh
Dil se dil ki dealing hai yeh
Toote dil ki healing hai yeh
Dhoondne tujhe ye dil ye aa gaya
Aaj ye yaqeen hua pyar mill gaya

Duniya ne dekha to yeh kaha
Duniya ne dekha to yeh kaha
Duniya ne dekha toh yeh kaha kaha kaha...
Race mein dauda
Andha ghoda race mein dauda
Race mein dauda




Song: Andha Ghoda Race Mein Dauda
Singers: Wajid Khan, Ali Zafar
Music: Sajid-Wajid
Music Label: T-Series


Monday, February 25, 2013

Ishq Mohalla Lyrics(Chashme Baddoor)


Ho welcome to the Ishq Mohalla
Arey yahaan hai sab kuch khullam-khulla

Ho welcome to the Ishq Mohalla
Arey yahaan hai sab kuch khullam-khulla
Haaye ishqa ishqi cheda chaadi
Arey nazar ki gende dil ka balla

Ho dil ye shaani cheez hai
Sab ki khaatir crazy
Hindi bhashi sundari ya ma'ame angreji
Kar aar-paar ho ja taiyaar, aaya shikaar

Hum heart beaton ko roke
Dil ki dava hum hi dete hain
Nazaron se pehle qatl karte hain
Aur phir duaa bhi hum dete hain
Har haseena ke hum ishq mein choor hain
Dil ke matter mein thoda sa majboor hai
Kar aar-paar, ho ja taiyaar, aaya shikaar

Haaye! Piddi sa dil bada ziddi hai
Isne bateron ko lapeta hai
Unko kisko dil dena batla do
Apne paas sab ka biodata hai
Tera mera milan consider kar zara
Warna focus karu doosri par zara
Kar aar-paar, ho ja taiyaar, aaya shikaar

Hoye welcome to the Ishq Mohalla
Arey yahaan hai sab kuch khullam-khulla
Hoye ishqa ishqi chheda chhaadi
Arey nazar ki gende dil ka balla

Ho dil ye shaani cheez hai
Sab ki khaatir crazy
Hindi bhashi sundari ya ma'ame angreji
Kar aar-paar ho ja taiyaar, aaya shikaar


Song: Ishq Mohalla
Singers: Mika Singh, Wajid
Lyrics: Neelesh Misra
Music: Sajid-Wajid
Music Label: T-Series


Har ek friend kamina hota hai Lyrics- Chashme Baddoor


Hatte katte, ulle ke patthe
Ek hi thaali ke chatte-batte

Hatte katte, ulle ke patthe
Ek hi thaali ke chatte-batte
Saale nikhattu, Bajarbattu
Aayi bala ko taal tu

Aage se bati peechhe se kati
Panga liya toh maar de kalti
Muft ka chandan ghis mere nandan
Maal bacha ke bhaag tu
Upar se bolte hain What's up, buddy!
Neeche se kheenchte hai chaddi chaddi
Saala ijjat utaarne ko always ready
Har ek friend kamina hota hai
Bole toh Har ek friend kamina hota hai
Har ek friend kamina hota hai
Bole toh Har ek friend kamina hota hai

Kal raat ko khidki khuli
Taaron tale thi woh gulchhadi
Naina mile, taake bheede
Bhoole bhulaaon naa woh ghadi
Phir kya karoon rou hansu
Yaar ke gale se lagi thi woh khadi
Upar se bolte hain What's up, buddy!
Neeche se kheenchte hai chaddi chaddi
Saala ijjat utaarne ko always ready
Har ek friend kamina hota hai
Bole toh Har ek friend kamina hota hai
Har ek friend kamina hota hai
Har ek friend kamina hota hai
Har ek friend kamina hota hai
Trr tr ttr.... Kameena hota hai....
Trr tr ttr.... Kameena hota hai....

Arey kehte hain yaar pe aitbaar
Aankhon ko band kar ke karo
Arey meri suno you never know
Yaaron se bach bach ke raho
Dukh mein hanse, sukh mei dase
Sumdi mein nikle aur tu phanse
Upar se bolte hain What's up, buddy!
Neeche se kheenchte hai chaddi chaddi
Saala ijjat utaarne ko always ready
Har ek friend kamina hota hai
Bole toh Har ek friend kamina hota hai
Har ek friend kamina hota hai
Har ek friend kamina hota hai
Har ek friend kamina hota hai
Trr tr ttr.... Kameena hota hai....




Song: Har Ek Friend Kamina Hota Hai
Singer: 
Sonu Nigam
Lyrics: Kausar Munir
Music: Sajid-Wajid
Music Label: T-Series


Early Morning Lyrics (Chashme Baddoor)


Early morning...

Hey Early morning
Khidki mein wo jab muskuraye
Charming gauri jo mukhda dihkaaye
Fisla fisla haathon se dil fisla jaaye

Chashme Baddoor hai
Bheje main fitoor hai
Pehla romance hai re
Koncham koncham chance hai
(Koncham is Telugu word which means Some/Little/Thoda)
Haaye Dil mera behaka sa jaaye, haaye!

Uski aankon main toh saji hai Madhushala
Usne toh khol dali love ki pathshala
Laila bhi bole Majnu se tuition le le
Fail huey to saala ho jayega ra ta ta ta...

Early morning...

Ho darling darling kehta hoon toh sharmati hai
Aur kiss me kiss me bolu toh wo ittrati hai
Aur welcome welcome keh ke ghar le jati hai

Thodi wo maghroor hai
Phir bhi wo manzoor hai
Pehla romance hai
Kuncham kuncham chance hai
Haaye dil mera behaka sa jaaye haaye!

Uski aankon main toh saji hai Madhushala
Usne toh khol dali love ki pathshala
Laila bhi bole Majnu se tuition le le
Fail huey to saala ho jayega ra ta ta ta...

Yahoo Messenger bhi apne kaam na aaya
O BBM par bhi koi pegaam na aaya
Facebook par bhi dhoonada but aaram na aaya

Thoda attitude hai
Phir bhi kitni cute hai
Pehla romance hai
Kuncham kuncham chance hai
Haaye dil mera behka sa jaaye, haaye!

Uski aankon main toh saji hai Madhushala
Usne toh khol dali love ki pathshala
Laila bhi bole Majnu se tuition le le
Fail huey to saala ho jayega ra ta ta ta...




Song: Early Morning
Singer: Sonu Nigam | Ali Zafar
Lyrics: Jalees Sherwani
Music: Sajid-Wajid
Music Label: T-Series


Sunday, February 24, 2013

Taki O Taki Lyrics (Himmatwala)



Taki re taki re taki taki taki re...

Hey taki o taki re taki taki taki re
Jabse tu aankh me jhanki
Ho taki haan taki re taki taki taki re
Jabse tu aankh me jhanki
O aapas me takdhin takdhin ho gaya
Ab kya reh gaya baki

Taki ho taki haan taki taki taki re
Jabse tu aankh me jhanki
Hey taki o taki haan taki taki taki re
Jabse main aankh mein jhanki

Bheege bheege hothon se.. ha aah
Gore gore rang se.. ha aah
Lipta rahun main tere iss ang se
Ishq humara bhi, ab rang laayega
Hum jo mile hain toh bada maza aayega

Ho aapas me takdhin takdhin ho gaya
Ab kya reh gaya baki
Taki o taki ho taki taki taki re
Jabse main aankh mein jhanki
Hey taki ho taki re taki taki taki re
Jabse tu aankhon mein jhanki

Meethi meethi baaton se mujhko phansaya hai
Tune ye kaisa mera haal banaya hai
Mummy tu banegi, main Daddy ban jaaunga
Ab tere baap ko naana main banaunga

Aapas me takdhin takdhin ho gaya
Ab kya reh gaya baki
Taki ho taki haan taki taki taki re
Jabse tu aankh mein jhanki
Hey taki ho taki haan taki taki taki re
Jabse main aankh mein jhanki

Aapas me takdhin takdhin ho gaya
Ab kya reh gaya baki
Taki ho taki ho taki taki taki re
Jabse main aankh mein jhanki
Hoye taki re taki ho taki taki taki re
Jabse tu aankh mein jhanki...





Song: Taki Taki / Movie: Himmatwala (2013)
Singers: Mika Singh, Shreya Ghoshal
Music Directors: Sajid-Wajid




Naino Mein Sapna Lyrics(HIMMATWALA 2013)


Ta thaiya ta thaiya ho o...

Ta thaiya ta thaiya ho o...
Dhum tan nan...

Naino mein sapna, sapno mein sajna
Sajna pe dil aa gaya, kyun sajna pe dil aa gaya... (2)

Kayi albele dekhe
Jawani ke rele dekhe
Hasino ke mele dekhe, dil pe ho ho...
Tu hi chha gaya aa...
Tu hi chha gaya aa...

Arey naino mein sapna, sapno mein sajni
Sajni pe dil aa gaya ke sajni pe dil aa gaya

Ta thaiya ta thaiya ho o...
Ta thaiya ta thaiya ho o...
Dhum tan nan...

Naa mila koi bhi tujhsa
Maine dekhi har gali
Maine chhoda zamaana saara
Main tere sang chali

Tann tera khila-khila chaman
Tu jawaani ki kali
Teri khushbu hi meri saanson mein
Pal pal hai pali
Baahon ka sahara mila
Tera jo ishaara mila
Mujhe jag saara mila, Main toh ho ho...
Tujhe paa gaya
Tujhe paa gaya

Nainon mein sapna, sapno mein sajna
Sajana pe dil aa gaya, kyun sajna pe dil aa gaya

Sun zara anaadi sun zara
Kahe kya meri choodiyaan
Naagin ban ban ke dasti hai mujhko ab ye dooriyaan

Dooriyan ye majbooriyan hai bas kuch hi saal ki
Le ke aaunga tere ghar main toh ek din paalki

Neela gagan hoga, saccha bandhan hoga
Apna milan hoga, mann ko ho ho...
Tu hi bha gaya
Tu hi bha gaya

Naino mein sapna, sapno mein sajna
Sajna pe dil aa gaya, kyun sajna pe dil aa gaya

Arey naino mein sapna, sapno mein sajni
Sajni pe dil aa gaya, ke sajni pe dil aa gaya...






Song: Nainon Mein Sapna, Sapno mein Sajna
Movie: Himmatwala (2013)
Singers: Shreya Ghoshal, Amit Kumar
Music Directors: Sajid-Wajid



Yaaron Aisa Hai Lyrics( Rangrezz (2013))


Hum kabhi, hum na harenge
Hum kabhi na harenge
Hum sabhi tumko marenge
Aankhon mein sapne hain
Sapnon mein aashayein hain
Aashayein kehti hain kaaton mein ghul aaye hai
Khilke woh muskaye hai
Yaaron aisa hai apna yarana
Sath hi jeena hai saath hai mar jana
Har mushkil se hai abb toh tukrana
Joh socha hai woh humko hai paana

Aaye andheron ki duniya se
Hum ujaalon mein
Humne banayi apni jannat
Apne khyaalon se ho chand taaron ko kisi din
Hum yahaan le aayenge
Ho dhundhli dhundhli raah mein
Noor ban jayenge
Yaaron aisa hai apna yaraana
Saath hi jeena hai saath hai mar jana

Hum toh aise parindey joh
Naa roke apni udaanon ko
Hum toh aise jhuka denge
Dharti pe aasmaanon ko
Ab toh aagey hi badega
Hur kadam apna
Ho door kitni bhi ho manzil
Ab na hai thakna
Aankhon mein sapne hai
Sapnon mein aashayein hai
Aashayein kehti hai
Kaaton mein gul aaye hai
Khilke woh muskaaye hai

Yaaron aisa hai apna yaraana
Saath hi jeena hai saath hai mar jana
Har mushkil se hai ab toh tukrana
Jo socha hai woh humko hai pana
Yaaron aisa hai apna yaraana
Saath hi jeena hai saath hai mar jana
Har mushkil se hai ab toh tukrana
Jo socha hai woh humko hai paana




Artist: Salim Merchant Album: Rangrezz (2013) Composer: Sajid-Wajid Year: 2013



Shiv Shambho Lyrics (Rangrezz)


Shambho shiv shambho,
Shiv shiv shambho
Shambho shiv shambho,
Shiv shiv shambho

Aag seene mein hai pala
Hum to peete vish ka pyala
Jal rahi saanson mein jwala
Saanson mein jwala
Hum hain banjaare, deewane
Khaak dar-dar ke hum chhanein
Maut se hum ladna jaane
Dar na hum jaane

Shambho shiv shambho,
Shiv shiv shambho
Shambho shiv shambho,
Shiv shiv shambho

Shakti na man ki ho kam
Tan mein ho josh hardam
Goonje damroo ki dam-dam
Ho na vishwas maddhyam
Humse bhay preet aalam
Zehreele naag hain hum
Fir jo bhi apni sargan
Hum to bolein bum, bum, bum
Swar mein ho har har gange..
Swar mein ho har har gange..
Har har gange

Shambho shiv shambho,
Shiv shiv shambho
Shambho shiv shambho,
Shiv shiv shambho

Aag seene mein hai pala
Hum to peete vish ka pyala
Jal rahi saanson mein jwala
Saanson mein jwala
Hum hain banjaare, deewane

Khaak dar-dar ke hum chhanein
Maut se hum ladna jaane
Dar na hum jaane

Shambho shiv shambho,
Shiv shiv shambho
Shambho shiv shambho,
Shiv shiv shambho

Toofan se hai takrana
Humko badhte hai jana
Mushkil humse bach pana
Woh kar dala jo thana
Har jung hum jeet lenge
Bairi ko maat denge
Le ke vijay ka parcham
Hum saare saath chalenge
Swar mein ho har har gange
Swar mein ho har har gange
Har har gange...

Shambho shiv shambho,
Shiv shiv shambho
Shambho shiv shambho,
Shiv shiv shambho [x2]

Aag seene mein hai pala
Hum to peete vish ka pyala
Jal rahi saanson mein jwala
Saanson mein jwala
Hum hain banjaare, deewane
Khaak dar-dar ke hum chhanein
Maut se hum ladna jaane
Dar na hum jaane

Shambho shiv shambho,
Shiv shiv shambho
Shambho shiv shambho,
Shiv shiv shambho [x2]





Artist: Shankar Mahadevan Album: Rangrezz (2013) Year: 2013



Shambho Shiv Shambho Lyrics (Rangrezz)


Shambho shiv shambho, 
Shiv shiv shambho
Shambho shiv shambho,
Shiv shiv shambho

Aag seene mein hai pala
Hum to peete vish ka pyala
Jal rahi saanson mein jwala
Saanson mein jwala
Hum hain banjaare, deewane
Khaak dar-dar ke hum chhanein
Maut se hum ladna jaane
Dar na hum jaane

Shambho shiv shambho,
Shiv shiv shambho
Shambho shiv shambho,
Shiv shiv shambho

Shakti na man ki ho kam
Tan mein ho josh hardam
Goonje damroo ki dam-dam
Ho na vishwas maddhyam
Humse bhay preet aalam
Zehreele naag hain hum
Fir jo bhi apni sargan
Hum to bolein bum, bum, bum
Swar mein ho har har gange..
Swar mein ho har har gange..
Har har gange

Shambho shiv shambho,
Shiv shiv shambho
Shambho shiv shambho,
Shiv shiv shambho

Aag seene mein hai pala
Hum to peete vish ka pyala
Jal rahi saanson mein jwala
Saanson mein jwala
Hum hain banjaare, deewane

Khaak dar-dar ke hum chhanein
Maut se hum ladna jaane
Dar na hum jaane

Shambho shiv shambho,
Shiv shiv shambho
Shambho shiv shambho,
Shiv shiv shambho

Toofan se hai takrana
Humko badhte hai jana
Mushkil humse bach pana
Woh kar dala jo thana
Har jung hum jeet lenge
Bairi ko maat denge
Le ke vijay ka parcham
Hum saare saath chalenge
Swar mein ho har har gange
Swar mein ho har har gange
Har har gange...

Shambho shiv shambho,
Shiv shiv shambho
Shambho shiv shambho,
Shiv shiv shambho [x2]

Aag seene mein hai pala
Hum to peete vish ka pyala
Jal rahi saanson mein jwala
Saanson mein jwala
Hum hain banjaare, deewane
Khaak dar-dar ke hum chhanein
Maut se hum ladna jaane
Dar na hum jaane

Shambho shiv shambho,
Shiv shiv shambho
Shambho shiv shambho,
Shiv shiv shambho [x2]





Artist: Sukhwinder Singh Album: Rangrezz (2013) Composer: Sajid-Wajid Year: 2013



Dil Ko Aaya Sukoon Lyrics(Rangrezz)


Dil ko aaya sukoon tere deedar se 
Haaye...
Dil ko aaya sukoon 
Tere deedar se
Abna hona rukkhsat apne dil daar sey hai

Bin tere ikk lamhaa, abb reh nahi pata hai
Yeh ishq mere Allah kitna tadpaata hai

Bin tere ikk lamhaa, abb reh nahi pata hai
Yeh ishq mere Allah kitna tadpaata hai

Kabhi aahein bharta hai
Kabhi dil dhad kaata hai
Yeh ishq mere Allah 
Kittna tadpata hai

Dard tanhaayi ka, 
Dooriyoon ka mausam
Na jiya jaaye na,
Kekasi ka aalam

Tere ehsaason ki chaadarein bunti hoon
Main tere khwaboon ki neend me chunti hoon
Dil ko aaya sukoon tere deedar se
Abb na hona rukhsat apne dildar se hai

Bin tere ik lamhaa, 
Abb reh nahi paata hai
Yeh ishq mere Allah 
Kitna tadpata hai
Kabhi aahein bharta hai
Kabhi dil dhadkata hai
Yeh ishq mere Allah 
Kitna tadpata hai

Tera ishq ishq ishq
Bas tere pehlu mein
Jeene ki chaahat hai
Zindagi tu meri tujhse hi daahat hai

Jab duaa maangi hai
Bas tujhe maanga hai
Saanson ki galiyon mein 
Tujhko hi paaya hai

Dil ko aaya sukoon tere deedar se
Ab na hona rukhsat apne dildar se haay

Bin tere ik lamhaa, 
Abb reh nahi paata hai
Ye ishq mere Allah 
Kitna tadpata hai

Bin tere ik lamhaa, 
Abb reh nahi paata hai
Ye ishq mere Allah 
Kitna tadpata hai

Kabhi aahein bharta hai
Kabhi dil dhadkata hai
Ye ishq mere Allah kitna tadpata hai
Tera ishq ishq ishq






Artist: Rahat Fateh Ali Khan Album: Rangrezz (2013) Song Writer: Sameer Composer: Sajid-Wajid Year: 2013



Friday, February 8, 2013

Singha Singha Lyrics(Singh Vs Kaur )


Dilaan 'ch charche o mitran de parche
Tu baby kaisi balaa hai
Hoy singh singha, singh singha
Mr. Singh singha, singh singha.

Modey gandassi, oh khadke galassi
Mitran di chad.di kala hai
Hoy singh singha, singh singha
Mr. Singh singha, singh singha

Pinda de munde ne
Ankha ch gundde ne
Goli c ditti chala
Hoy singh singha, singh singha

Mr. Singh, Mr. Singh, Singh Singha
Sooli ton darde ni piche ho khad de ni
Mitran di chardi kala hai
Hoy singh singha, singh singha

Mr. Singh, Mr. Singh, Singh Singha
Leader hai toli de bhed ni kholi de
London c ditta hilaa
Hoy singh singha, singh singha

Mr. Singh, Mr. Singh, Singh Singha
Oat hai baabe di, Gurhti doabe di
Mitran di chardi kala hai
Hoy singh singha, singh singha

Mr. Singh, Mr. Singh, Singh Singha
Gippy de aadi ne, saare jugaadi ne
Hoy singh singha, singh singha
Mr. Singh, Mr. Singh, Singh Singha




Artist: Gippy Grewal Album: Singh vs Kaur Song Writer: Veet Baljeet Composer: Jatinder Shah


Massi Lyrics(Singh Vs Kaur)


Oh main keha kithe ai, 
Ve pind massi de gayi c
Ki kardi ci,
Kehndi bhabhi naal payi ci

Oh main keha kithe ai,
Ve pind massi de gayi c
Ki kardi ci,
Kehndi bhabhi naal payi ci

Tadke ton hi tera ni main phone try kita
Raati neend naa aayi ni tu yaar shudayi kita
Kaahto chakeya ni, ve meri akh lagg gayi c
Oh main keha kithe pind massi de gayi c...

Kithe tur gayi das de ni tu yaar purana chad ke
Kehndi mesg. aayi ci main e-mail te chad ke
Kithe tur gayi das de ni tu yaar purana chad ke
Kehndi mesg. aayi ci main e-mail te chad ke

Main keha aauna ni, kal mill k ta gayi c
Oh main keha kithe pind massi de gayi c

Sad song jeha gaana ni main iPhone te laaya
Kehndi main ta raati ve dj te bhangra paya

Sad song jeha gaana ni main iPhone te laaya
Kehndi main ta raati ve dj te bhangra paya

Main keha kaas to, kehndi party te gayi c
Oh main keha kithe pind massi de gayi c

Dekhi kidhre beh jaayi na jaayi navey yaraane laake
Tere waala gayi c kehndi suit gulaabi paake
Dekhi kidhre beh jaayi na jaayi navey yaraane laake
Tere waala gayi c kehndi suit gulaabi paake

Oh veet ji gal eh ki kahi c
Oh main keha kithe pind massi de gayi c
Ki kardi c, kehndi bhabi naal payi c






Artist: Gippy Grewal Album: Singh vs Kaur Composer: Jatinder Shah Producer: Dr. D Ramanaidu


Dunali Lyrics( Singh V/s Kaur)


Chakkni chakauni har koi jaanda
Modey vich pauni har koi jaanda,
Shehar jidda seena chahida chalaun nu,
Shehar jidda seena chahida chalaun nu,
Aggo koi takkre je putt maayi da 
Labhe na dunali pher raund paun nu
Aggo koi takkre je putt maayi da 
Labhe na dunali pher raund paun nu
Aggo koi takkre je putt maayi da 
Labhe na donali pher raund paun nu
(hoye hoye...)

Kayiyan de ta hath vich farhi reh jaave,
Maar k gandasa banda raah pai jave,
Kayiyan de ta hath vich farhi reh jaave,
Maar k gandasa banda raah pai jave,
Rakhiyan ne jinna chiriyan udaun nu,
Aggo koi takkre je putt maayi da 
Labhe na dunali pher raund paun nu,
Aggo koi takkre je putt maayi da 
Labhe na dunali pher raund paun nu,
Aggo koi takkre je putt maayi da 
Labhe na dunali pher raund paun nu,






Artist: Gippy Grewal Album: Singh vs Kaur Composer: Jatinder Shah Producer: Dr. D Ramanaidu


Kuch Bhi Ho Sakta Hai Lyrics( Inkaar)


Futpaatho pe jo sota tha
Akhbaaro me abb chhapta hai
Kal tak jo criminal tha
Abb TV pe bikta hai
Girgit hai ye woh gutter
Rang yun badalta hai
Jaa kuch bhi ho sakta hai...

Jo sapna tune dekha
Woh sabne hi hai dekha
Aisa kya kiya hai saale tune hi naya
Jo fitrat hai naa teri
Woh maashuka hai teri
Uske peeche tu gaya tto kya bura kiya

Khaa li jo maat dikhi aaukat
Ye bhi haalaat.. badlenge be
Jaa.. kuch bhi ho sakta hai..

Dooje ki thaali me zyada hi dikhta hai
Fokat ki daaru pe gham zyada chalakta hai
Chhipkali ki tarah regta sarakta hai
Jaa.. kuch bhi ho sakta hai..





Song: Kuch Bhi Ho Sakta Hai
Film: Inkaar (2013)
Singer: Suraj Jagan
Composer: Shantanu Moitra
Lyricist: Swanand Kirkire



Zindagi ka Karobar(INKAAR)


Yeh zindagi ka karobar
Yeh hasratein bhi beshumar
Khud ke guroor par ho sawaar
Khud se hi apni jeet haar hai

Yeh zindagi ka karobar
Yeh hasratein bhi beshumar
Khud hi khade hain khud ke khilaaf
Khud kashti hain khud hi sailaab
Khud hain sawaal khud hi jawaab
Tufaano mein banke chiraag
Kyun jalte jaaye hain
Kyun jalte jaaye hain (x2)

Yeh zindagi ka karobar
Yeh hasratein bhi beshumar
Khud ke guroor pe ho sawaar
Khud se hi apni jeet haar hai

Yeh zindagi ka karobar
Hasratein bhi beshoomar hoo

Yeh zindagi ka karobar
Yeh hasratein bhi beshumar
Khud ke garoor pe ho sawaar..





Song: Zindagi ka Karobar
Film: Inkaar (2013)
Singer: K Mohan
Composer: Shantanu Moitra
Lyricist: Swanand Kirkire


Maula Tu Malik hai lyrics(Inkaar)



Abb hum gum huey gum huey..
Abb hum gum huey gum huey..
Sare aam gum huey, gum huey
Sare raah gum huey, gum huey
Hum bekhabar besabar benazar kho gaye

Maula tu Malik hai
Allah tu Malik hai.. (x2)

Abb hum gum huey gum huey..
Kal tak hum thhe, aaj tum huey
Sare raah gum huey, gum huey
Hum bekhabar besabar benazar kho gaye

Maula tu Malik hai
Allah tu Malik hai.. (x2)

Ishq ghazab ka shehar hai
Ishq deewano ka basar hai
Bheed karodo ki yahaan pe
Bas ek teri kasar hai
Naino ke bheege bheege rishte haaro se
Tujhko rijhaana hai

Maula tu Malik hai
Allah tu Malik hai.. (x2)

Abb hum gum huey gum huey
Abb hum gum huey gum huey
Sare aam gum huey, gum huey
Sare raah gum huey, gum huey
Hum bekhabar besabar benazar kho gaye

Maula tu Malik hai
Allah tu Malik hai.. (x4)





Song: Maula Tu Malik hai
Film: Inkaar (2013)
Singer: Swanand Kirkire, Shantanu Moitra
Composer: Shantanu Moitra
Lyricist: Swanand Kirkire








Darmiyan Lyrics( Inkaar)



Kyun nigahe nigahon ko shiqwe sunaye
Murda afsurda lafzon ki maani jagaaye
Jo hai khud se shiqayat, Kyun tujhko bataye
Kyun hum yaadon ke rangon se khwabon ko sajaye
Ye kaisi baat badh rahi hai, Tere mere darmiyan
Ye kaisi baat jag rahi hai, Tere mere darmiyan
Kyun subah khil rahi hai, Tere mere darmiyan
Kyun shaam dhal rahi hai, Tere mere darmiyan
Kyun nigahe nigahon ko shiqwe sunaye
Murda afsurda lafzon ke maani jagaye

Baat sehmi sehmi si teri ore thi chali
Phisal gayi kyun?
Maine barf si kahi, shola ban tujhe mili
Badal gayi kyun?
Mayano ka bojh se baat seedhi saadi si
Kuchal gayi kyun?
Baat aandhiyan liye hotho tak toh aayi thi
Thithak gayi kyun?
Baat koi geet ban hole gungunayi thi
Baras gayi kyun?
Baat reshmi si ek sej pe bichhayi thi
Ulajh gayi kyun?
Hey bolona hey bolona ji bolona
Humko bhanwar me yun chodo naa
Dhai sa aakhar hai bolona
Ji bolona ji bolona ji bolona
Ye kaisi baat pal rahi hai, Teri mere darmiyan
Ye kaisi baat jag rahi hai, Teri mere darmiyan
Kyun subah khil rahi hai, Teri mere darmiyan
Kyun shaam dhal rahi hai, Teri mere darmiyan

Kyun nigahe nigahon ko shiqwe sunaye
Murda afsurda lafzon ki mani jagaaye
Jo hai khud se shiqayat, Kyun tujhko bataye
Kyun hum yaadon ke rangon se khwabon ko sajaye
Ye kaisi baat badh rahi hai, Tere mere darmiyan
Ye kaisi baat jag rahi hai, Tere mere darmiyan
Kyun subah khil rahi hai, Tere mere darmiyan
Kyun shaam dhal rahi hai, Tere mere darmiyan
Kyun nigahe nigahon ko shiqwe sunaye
Murda afsurda lafzon ke mani jagaye

Ye kaisi baat badh rahi hai, Tere mere darmiyan
Ye kaisi baat jag rahi hai, Tere mere darmiyan
Kyun subah khil rahi hai, Tere mere darmiyan
Kyun shaam dhal rahi hai, Tere mere darmiyan

Song: Darmiyan
Film: Inkaar (2013)
Music Composer: Shantanu Moitra
Singer: Swanand Kirkire
Lyricist: Swanand Kirkire



Nasha Nasha Lyrics(I, ME aur MAIN)


Look at the way I move my body.
Look at the way I groove.
Nasha nasha hai issi nashe mein
Everybody let your body loose
Jhoom le zara choom le zara
Meri bahaon mein tu aa

Dont you wanna know kya woh raaz hai
Mere aankhon mein chhupa
Sochta hai kya haaan fansa le nigaah
Raat yuhi dhal na jaaye
Pal na ho fanaa

Look at the way I move my body.
Look at the way I groove.
Nasha nasha hai issi nashe mein
Everybody let your body loose (x2)

Shokhiyan chhupi, Hain adayein bhi
Meri har saaans ek nasha
All i wanna feel is you body heat
Mujhe seene se laga

Aankhon se nahi, jawani chura
Raat yunhi dhal na jaaye
Pal na ho fanaa

Look at the way I move my body.
Look at the way I groove.
Nasha nasha hai issi nashe mein
Everybody let your body loose (x2)

Main hoon khuda ki ik teekhi bala
Dil shole saa mera, haan
Fursat se hai tarasha mujhe
Husn ye jaadu bhara
Come and me get me close
Rhis is time of-course
Ho Naa jaye pal dekho fanaa

Look at the way I move my body.
Look at the way I groove.
Nasha nasha hai issi nashe mein
Everybody let your body loose.. (x2)


Singer: Neha Bhasin
Music: Raghav Sachar
Lyrics: Prashant Ingole

Meri Jaaniye Lyrics(I, ME aur MAIN)



Tu mujh mein yun ravaan hai
Har lamha khushnuma hai
Dil tujhse jaavedaan hai jaaniye (x2)

Tere bina zindagi adhoori hai
Tere bina mujhse meri doorie hai
Aaja chhu le na teri palkon se
Mere khwabon ko meri jaaniye
Rakhde aa teri muskaane
Mere hothon pe jeelun jaaniye
Mere jaaniye... mere jaaniye
Mere jaaniye... mere jaaniye..

Tu jeene ki wajah hai
Tu raaton ki subah hai
Tu mera aashna hai janiye (x2)

Tere bina zindagi adhoori hai
Tere bina mujhse meri doorie hai
Aaja chhu le na teri palkon se
Mere khwabon ko meri jaaniye
Rakhde aa teri muskaane
Mere hothon pe jeelun jaaniye
Mere jaaniye... mere jaaniye
Mere jaaniye... mere jaaniye..

Aaja chhu le na teri palkon se
Mere khwabon ko meri jaaniye
Rakhde aa teri muskaane
Mere hothon pe jeelun jaaniye
Mere jaaniye... mere jaaniye
Mere jaaniye... mere jaaniye



Singers: Shaan, Monali Thakur
Music: Gourov Dasgupta
Lyricist: Manthan

Darbadar Lyrics(I, ME aur MAIN)



Dil mein darare...
Dil mein darare... ho ho
Dil mein darare hi darare hain
Dil mein kayi hain daraare...

Yaadein teri hain daraare
Toote jo tinka toh hawa ka aasra
Toote sahara toh dua ka aasra
Dil toot jaaye toh woh jaaye kahaan
http://www.lyricsmint.com
Darbadar hai, darbadar Khudaya
Darbadar hai bekhabar hai, ye dil
Darbadar ka humsafar na koi darbadar ki manzil (x2)

Sa Ni..
Ga Ma Ga Ma Ga Ma Dha Pa Dha Ma Ga Re Sa
Sa Ni Re Sa Ga Re Sa Ni Dha Ni
Sa Ni Re Sa Ga Re Sa Ni Dha Ni
Sa Ni Re Sa Ga Re Sa Ni Dha Ni...

Hain adhoore sire jo
Woh khule hi rahe toh
Tumse hi thhe yehi maan ke hum chale toh
Ye thoda shiqwa hai tera mera gila hai gar hota nahi
Chahe lage ya lage na dil tootne ka darr hota nahi
Socha hai pehle bhi kitna par hota nahi

Darbadar hai, darbadar Khudaya
Darbadar hai bekhabar hai, ye dil
Darbadar ka humsafar na koi darbadar ki manzil (x2)

Sa Ni Re Sa Ga Re Sa Ni Dha Ni
Sa Ni Re Sa Ga Re Sa Ni Dha Ni
Sa Ga Ma...
Sa Ni Re Sa Ga Re Sa Ni Dha Ni...

Darbadar hai, darbadar Khudaya
Darbadar hai bekhabar hai, ye dil
Darbadar ka humsafar na koi darbadar ki manzil (x2)

Sa Ni Dha Pa Ga Pa Dha Ni
Darbadar hai, darbadar Khudaya
Darbadar hai bekhabar hai, ye dil
Maula...
Darbadar ka humsafar na koi darbadar ki manzil
Maula...


Singers: Divya Kumar, Harshit, Altamash, Shaadab
Music: Sachin-Jigar
Lyricist: Mayur Puri


Capuchino Lyrics(I, ME aur MAIN)


Capuchino Lyrics

Subah subah main hans ke ye aaine se bola
Ki kuch toh seekh le o bekhabar
Tu use kuch akal kar
Shakal ki na nakal kar
Ki apne jaisa kaun hai idhar
Capuchino mein haseeno ne de diya hai
Dil ghol kar yeah
Sab milega, na mile toh besabar, sabr kar
Dil deejiye dil khol kar

I, Me aur Main...
I, Me aur Main...

Haan Sunday, Monday, Budh ko
Pasand hain hum toh khud ko
Hain hum toh dil ke fan iss kadar
Zara sa manchala hai
Par overall bhala hai
Ke husn ko yeh doonde darbadar
Take it easy, ke badtameezi
Jo dil kare na control kar
Thoda moody, thoda cheesy
Kya fikar, ka zikar
Dil dejiye dil khol kar
I, Me aur Main..
I, Me aur Main..

Ho.. jeeye na khud ki khatir
Toh jeena saza, ho...
Yeh manzil ruk raste ka
Lene de maza, hu o...
Woh duniya jeetega
Jisko ho ye yakeen ho
Kabhi khud se behtar hota koi nahin
Capuchino mein haseeno ne dil de diya
Hai dil ghol kar
Mangti hai dil internet pe SMS ya phone par
Dil di je dil khol kar
I, me aur main..
I, me aur main..




Singer: Abhishek Nailwal
Music: Sachin-Jigar
Lyricist: Neelesh Misra


Saajna Lyrics (I, ME aur MAIN )



Saajna.. Saajna...
Ek tujhko hi bas dekh kar
Bhooli mujhko hi meri nazar
Tujhko shayad nahi hai khabar
Tujhko jeete hain hum kis kadar

Jude jo tere khawab se
Toh toote hum neend se
Yeh kaisa tera ishq hai Saajna
Tu haathon mein toh hai mere
Hai kyun nahi laqeeron mein
Yeh kaisa tera ishq hai Saajna

Tere bina kabhi raatein na ho meri
Tere kareeb ho, mere yeh din sabhi (x2)

Jude jo tere khawab se
Toh toote hum neend se
Yeh kaisa tera ishq hai Saajna
Tu haathon mein toh hai mere
Hai kyun nahi laqeeron mein
Yeh kaisa tera ishq hai Saajna

Tu saath hai agar
Tanha kyu hai safar
Itna toh bata mujhe
Kyu hai mujhse bekhabar (x2)

Jude jo tere khawab se
Toh toote hum neend se
Yeh kaisa tera ishq hai Saajna
Tu haathon mein toh hai mere
Hai kyun nahi laqeeron mein
Yeh kaisa tera ishq hai Saajna




Singer/Composer: Falak Shabbir
Lyricist: Kumaar