Wednesday, January 9, 2013

If You Lie You Die Lyrics(Table no 21)


Yeh reshmi zulfein
Yeh sharbati aankhein
Ek sawaal ka ek jawaab (Aisa kaisa, aisa kaisa)
Teri neeyat ka hoga hisaab (Aisa kaisa, aisa kaisa)
Ek sawaal ka ek jawaab
Teri neeyat ka hoga hisaab
Yahaan jagaa tu apni raza
Nahi to saansein teri bann jaaye na sazaa (If you lie you die…)

Kal kare so aaj kar aaj kare so ab
Qismat teri khul jayegi game hai gazab (Repeat once)
Kal kare so aaj kar aaj kare so ab
Qismat teri khul jayegi game hai gazab (Repeat once)
If you lie you die (Table No 21)
If you lie you die (Table No 21)
Yeh reshmi zulfein
Yeh sharbati aankhein (Repeat 3 times)
Ye theen andaaz
sab ke kelneke hai
Niraale andaaz
sabke kelneke hain (Repeat once)
Karde fana tu saara jahan
Kya phalak kya zameen, Na rahe koi nishaan
If you lie you die
Kal kare so aaj kar aaj kare so ab
Qismat teri khul jayegi game hai gazab (Repeat once)
Table No. 21
Mujhse ab meri kismat ke fasaane na kaho
Qatra qatra jee raha hun bahaane na kaho
Paisa aisa kaisa paisa, paisa aisa kaisa paisa
Ummeedon ki tum meri nilaami na karo
Yeh reshmi zulfein
Yeh sharbati aankhein (Repeat once)
Zamaane ko na dekh
Hai tere paas mauka ek
Khayalon ko na phenk
Hai tere paas mauka ek (Repeat once)
Apne pe bharosa, Agar tujhe hai itna
Toh aake aazmaale apni kismat tu yahaan
If you lie you die
Kal kare so aaj kar aaj kare so ab
Qismat teri khul jayegi game hai gazab (Repeat once)
Kal kare so aaj kar aaj kare so ab
Qismat teri khul jayegi game hai gazab
Table No 21

Music Director: Gajendra Verma
Lyricist: Aseem Ahmed Abbasee
Singer(s): Neeraj Shridhar, Jaspreet Jasz

No comments:

Post a Comment